Cifra Club

Jiya (EDM Mix)

Arijit Singh

We don't have the chords for this song yet.

jiya main na jiya
reza reza mera jiya
jiya main na jiya
reza reza mera jiya
main begaana sa
tha deewana sa
mujhko teri chaahat mein basa diya!
jiya main na jiya
jiya main na jiya
jiya ha main na jiya

ho likhun hawaaon pe main
nainon se naam tera
ho saaye se main haathon ke
saaya lun thaam tera
ishq ka tu hai raf!
jiske chaaron taraf!
meri baahon ke ghere ka bane haashiyan
jiya main na jiya
reza reza mera jiya
jiya main na jiya

main na jiya

naina, firozi nehar
khwaabon ke paan mein ghar
ho aise hoon main tere bin
sehra ki jaise sehar
saans mein tu bhare
do jahaan se pare
aake tujhse milun main
mere sathiyaa
jiya main na jiya
reza reza mera jiya
jiya main na jiya
main na jiya

Other videos of this song

    Tuning

    Tuner

    OK