hairaan hoon
ki kuch bhi na mangu kabhi main
jo tum mere ho
aisa ho kyun?
ki lagta hai haasil sabhi hai
jo tum mere ho
jo tum mere ho
toh main kuch nahi maangu duniya se
aur tum ho hi nahi
toh main jeena nahin chahu duniya mein
aur nazron mein mere ik jahan hai
jahan tu aur main ab saath hain
aur wahan koi nahi tu aur main hi
haye
aur aaoge aise aaoge
teri meri kya yeh raahein
yoon judi hain?
aur raahon mein hi jo tum aaye kabhi
hum toh pyaar se hi maar jayenge
aur aaoge aise aaoge
teri meri kya yeh raahein
yoon judi hain?
aur raahon mein hi jo tum aaye nahi
hum toh phir bhi tumhein hi chahenge
jo tum mere ho
toh main kuch nahin maangu duniya se
pooche yeh tu
ki tujhmein main kya dekhta hoon?
jab charo taraf aaj
kitne hi saare nazaare hain
jaane na tu khud ko yoon
na jane kyun?
nazron se meri yahan
dekho na khud ko zara
dekho na dekho na
zulfon se kaise zulfon se
teri chupti pyari pyari si
muskaan hai
aur nazarein jhuki
aur nazarein uthi
toh main kya hi karoon?
barbaad main
tere hothon ko tere hothon ko
jinse rakhti mere pyare pyare
naam hai
aur dil ka tere aur dil ka tere
ab main kya hi kahoon?
kya baat hai
aur haan dekho yahan
kaise aayi do dilon ki
yeh baraat hai
par kya khula aasmaan
yaa phir laayi yahan zoro se
barsaat hai?
chahein ho chhaye bhi badaal toh
chahein phir bhi tumhein
kya pata tum ko?
maangoon na kuch aur jo
tum mere ho