hairaan hoon ki kuch bhi na mangu kabhi main jo tum mere ho aisa ho kyun? ki lagta hai haasil sabhi hai jo tum mere ho jo tum mere ho toh main kuch nahi maangu duniya se aur tum ho hi nahi toh main jeena nahin chahu duniya mein aur nazron mein mere ik jahan hai jahan tu aur main ab saath hain aur wahan koi nahi tu aur main hi haye aur aaoge aise aaoge teri meri kya yeh raahein yoon judi hain? aur raahon mein hi jo tum aaye kabhi hum toh pyaar se hi maar jayenge aur aaoge aise aaoge teri meri kya yeh raahein yoon judi hain? aur raahon mein hi jo tum aaye nahi hum toh phir bhi tumhein hi chahenge jo tum mere ho toh main kuch nahin maangu duniya se pooche yeh tu ki tujhmein main kya dekhta hoon? jab charo taraf aaj kitne hi saare nazaare hain jaane na tu khud ko yoon na jane kyun? nazron se meri yahan dekho na khud ko zara dekho na dekho na zulfon se kaise zulfon se teri chupti pyari pyari si muskaan hai aur nazarein jhuki aur nazarein uthi toh main kya hi karoon? barbaad main tere hothon ko tere hothon ko jinse rakhti mere pyare pyare naam hai aur dil ka tere aur dil ka tere ab main kya hi kahoon? kya baat hai aur haan dekho yahan kaise aayi do dilon ki yeh baraat hai par kya khula aasmaan yaa phir laayi yahan zoro se barsaat hai? chahein ho chhaye bhi badaal toh chahein phir bhi tumhein kya pata tum ko? maangoon na kuch aur jo tum mere ho