CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Dekho jise bhi lage payara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
C7C6FA#
Jagmag taare, do taare, nau taare, sau taare
C7CAm
Jagmag saare, har taara hai sharaara
C6FCGm
Tumne dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hai
C6FCGm
Saat rang kehne ko, phir bhi sang kitne hai
C
Samjho sabse pehale toh, rang hote akele toh
CGm
Indradhanush banta hi nahi
C
Ek na ham ho paaye toh, anyay se ladne ko
CGm
Hogi koyi janta hi nahi
FC
Phir na kehna nirbal hai kyun haara
C6A#
hmm hmm hm hmmm hmm hmmm hm aara taara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Dekho jise bhi lage payara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
C7C6FA#
Jagmag taare, do taare, nau taare, sau taare
C7CAm
Jagmag saare, har taara hai sharaara
C6FCGm
Boond boond milne se, banta ek dariya hai
C6FCGm
Boond boond saagar hai, warna ye sagar kya hai
C
Samjho is paheli ko, boond ho akeli toh
CGm
Ek boond jaise kuchh bhi nahi
C
Ham auron ko chhode toh, muh sabse hi mude toh
CGm
Tanha rehna jaaye dekho ham kahi
FC
Kyun na bane milke ham dhaara
C6A#
hmm hmm hm hmmm hmm hmmm hm aara taara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Dekho jise bhi lage payara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
C7C6FA#
Jagmag taare, do taare, nau taare, sau taare
C7CAm
Jagmag saare, har taara hai sharaara
C6FCGm
Jo kisaan hal sambhale, dharti sona hi ugaye
C6FCGm
Jo gowala gaiya paale, dudh ki nadi bahaaye
C6FCGm
Jo lohaar loha dhale, har auzaar dhal jaaye
A#FCGm
Mitti jo kumbhar uthale, mitti pyaala ban jaaye
C
Sab ye roop hai mehnat ke, kuchh karne ki chaahat ke
CGm
Kisi ka kisi se koi bair nahi
C
Sabke ek hi sapne hain, socho toh sab apne hain
CGm
Koi bhi kisi se yaha gair nahi
FC
Sidhi baat hai samjho yaara
C6A#
hmm hmm hm hmmm hmm hmmm hm aara taara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Dekho jise bhi lage payara
CFC6
Ye taara woh taara har taara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
CGm
Ye sab saath me jo hai raat me
CA#
Toh jagmagaya aasmaan saara
C7C6FA#
Jagmag taare, do taare, nau taare, sau taare
C7CAm
Jagmag saare, har taara hai sharaara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara
CGmC6
Ye taara woh taara har taara