Cifra Club

Khatta Meetha - Sajde Kiye

K.K Krishnakumar Kunnath

Chord: Principal (acoustic and electric guitars)
We Chords Seal: This chord has been reviewed to meet the official criteria of our Quality Team.
key: Em
G                       Em                   C         D          G
Sajde kiye hai lakhon,lakhon duayein maangi,paya hai maine phir tujhe
G                     Em                        C         D         G
Chahat ki teri maine,haqq mein hawayein maangi,paya hai maine phir tujhe


[Pre-Chorus]

G                        A                      C                  D     B
Tujhse hi dil yeh behla,tu jaise kalma pehla, Chahun na phir kyun main tujhe


[Chorus]

G                         Em                      C         D        G
Jis pal na chaha tujhko,uss pal sazayein maangi,paya hai maine phir tujhe
G                       Em                   C         D         G
Sajde kiye hai lakhon,lakhon duayein maangi,paya hai maine phir tujhe


[Verse 1]

G                  Bm                  C                       G
Jaane tu sara woh,dil mein jo mere ho,padh le tu aankhein har dafa
G                      Bm                  C                       G
Hoo jaane tu sara woh,dil mein jo mere ho,padh le tu aankhein har dafa
G                     Bm                   C                  G
Nakhre se na ji bhi, hote hain raazi bhi,tujhse hi hote hain khafa


[Pre-Chorus]

G                        A                            C            D   B
Jaane tu baatein saari, katt ti hain raatein saari, jalte diye se ann bujhe


[Chorus]

G                         Em                    C         D         G
Uth uth ke raaton ko bhi, teri wafayein maangi,paya hai maine phir tujhe
G                      Em                    C         D         G
Sajde kiye hai lakhon,lakhon duayein maangi,paya hai maine phir tujhe


[Verse 2]

G                     Bm                  C                  G
Chahat ke kajal se, Kismat ke kaagaz pe, Apni wafayein likh zara
G                    Bm                   C                  G
Chahat ke kajal se, Kismat ke kaagaz pe, Apni wafayein likh zara
G                 Bm                     C                    G
Bole zamana yun, Main tere jaisi hoon, Tu bhi to mujhsa dikh zara


[Pre-Chorus]

G                      A                       C                 D   B
Mera hi saaya tu hai, Mujh mein samaya tu hai,Har pal yeh lagta hai mujhe


[Chorus]

G                      Em                     C         D        G
Khud ko mitaya maine, Teri balayein maangi, Paya hai maine phir tujhe
G                         Em                     C         D         G
O chahe tu chahe mujhko, Aisi adaayein maangi, Paya hai maine phir tujhe
Other videos of this song
    0 views
      • ½ Key
      • Am
      • Bbm
      • Bm
      • Cm
      • C#m
      • Dm
      • Ebm
      • Em
      • Fm
      • F#m
      • Gm
      • G#m
    • Add to the list

    Afinação da cifra

    Afinador online

      Ops (: Content available only in Portuguese.
      OK