sathiya, sathiya pagale se dil ne ye kya kiya? chun liya, chun liya tujhko deewane ne chun liya dil to uda-uda re aasmaan mein badalon ke sang ye to machal machalke gaa raha hai sun nayi si dhun badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada acchi lagi dil ko mere har teri baat re saya tera ban ke chalun, itna hai khwab re kaandhe pe sar rakh ke tere kat jaye raat re beete ye din thaame tera haathon mein haath re ye kya hua mujhe? mera ye dil fisal-fisal gaya ye kya hua mujhe? mera jahan badal-badal gaya badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada neendein nahi, chain nahi, badlu main karvatein taare ginun ya main ginun chaadar ki silvatein? yaadon mein tu, khwabon mein tu, teri hi chaahatein jaaun jidhar, dhunda karun teri hi aahatein ye jo hai dil mera ye dil suno na, keh raha yahi vo bhi kya zindagi haan, zindagi ki jisme tu nahi? badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada sathiya, sathiya pagale se dil ne ye kya kiya? chun liya, chun liya tujhko deewane ne chun liya dil to uda-uda re aasmaan mein badalon ke sang ye to machal-machal ke ga raha hai sun nayi si dhun badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil yun tujh se juda badmash dil meri sune na, zid pe ada