mera darpan ankhiyaan teri tujhko tarse ratiyaan meri jeena mujhko raas aane laga jabse chehki batiyaan teri jogan tera maara rasiya jag jeeta dil haara rasiya pag tere chaubaare thehre sadke main banjaara rasiya rasiya ye tera hua tune jiya moh liya rasiya ne tera hai jo vahi tujhe saunp diya mera sarmaaya hai tu tera sarmaaya hun main aaja mujhe seench de murjhaaya hun main jaise mera daaman hai tu aur teri chhaaya hun main tabhi tera baawara kehlaaya hun main teri baahon mein ho ke lagta hai ke zameen pe jannat sach mein agar kahin hai yahin hai ban kar tera yaara rasiya soche naa dobaara rasiya pag tere chaubaare thehre sadqe main banjaara rasiya rasiya ye tera hua tune jiya moh liya rasiya ne tera hai jo vahi tujhe saunp diya