jebon mein bhar ke suraj ka tukda bhaage leke ye tinke udhaar ke raftar mein udhaar ke raftar mein mausam hai aasman mein masti hai dosti ki chuski le damdaar si himmat bhaari damdaar si himmat bhaari mann ke chiragon ko khayalon se jalaye har ek khayalon ki chadne chadhaye himmat ki jali se chhane roshni roshni ki chashni milayen khudkhushi ki taish hai dil ke mazaron mein, bazaron mein khudkhushi ki taish hai dil ke mazaron mein, bazaron mein mamuli si khvaahishein dil ke mazaron mein, bazaron mein mamuli si khvaahishein dil ke mazaron mein, bazaron mein bandh ke yaara khawbon ki ghanti bachpan ke un kisson ki bharmar hai raftar mein baste mein kuch chatkile sapne hain judte hain ye neendon mein gehri nadi sunsan gali aaja tham le mera haath ye jebon mein bhar ke suraj ka tukda bhaage leke ye tinke udhaar ke raftar mein udhaar ke raftar mein mann ke chiragon ko khayalon se jalaye har ek khayalon ki chadne chadhaye himmat ki jali se chhane roshni roshni ki chashni milayen khudkhushi ki taish hai dil ke mazaron mein, bazaron mein khudkhushi ki taish hai dil ke mazaron mein, bazaron mein mamuli si khvaahishein dil ke mazaron mein, bazaron mein mamuli si khvaahishein dil ke mazaron mein, bazaron mein