bhulado bhulado woo batain purani, jo dil ko jalati rahain woo yadain tumhari woo batain tumhari, jo hum ko satati rahain bhulado bhulado woo batain purani, jo dil ko jalati rahain woo yadain tumhari woo batain tumhari, jo hum ko satati rahain woo kaisi subho thi, khushion ko tha safar sab yaar sang thay, koi thi na fikar dukh aiya, sukh khoiya, ghum ban giya humsafar apnay kiya, paraiy kiya, sab rang hain aik say kachay sab dhagay hain, yeah band hain raeth k manzal na saathi hay, chalta hon main baykhabar bhulado bhulado woo batain purani, jo dil ko jalati rahain woo yadain woo batain, jo mujh ko satati rahain bhulado bhulado woo batain purani, jo dil ko jalati rahain woo yadain tumhari woo batain tumhari, jo hum ko satati rahain