Apna hai tu begaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin
Apna hai tu begaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin
Ye sach hai afsaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin

Aankhe na jaanen kinka nasha hai
Rang lahu ka lahu pahchaanta hai
Rang lahu ka lahu pahchaanta hai
Ye parda uth jaaye
Shaayad yaad aa jaaye
Ruk jaa zaraa abhi jaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin

Jab dekhoon tujhko lagta hai aise
Tu mere dil ka koyi tukda hai jaise
Tu mere dil ka koyi tukda hai jaise
Baaten hain begaani nazren hain anjaani
Chehra magar anjaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin
Maine tujhe pahchaana nahin
    Page 1 / 1

    Lyrics and title
    Chords and artist

    reset settings
    OK