kab se aaye hain tere dulhe raja ab der na kar, jaldi aaja kab se aaye hain tere dulhe raja ab der na kar, jaldi aaja tere ghar aaya main aaya tujhko lene dil ke badle mein dil ka nazrana dene tere ghar aaya main aaya tujhko lene dil ke badle mein dil ka nazrana dene meri har dhadkan kya bole hai sun sun sun sun saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye dulhan kyun sharmaye saajanji ghar aaye aye dil chalega ab na koi bahana gori ko hoga ab saajan ke ghar jaana maathe ki bindiya kya bole hai sun sun sun sun saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye dulhan kyun sharmaye saajanji ghar aaye deewane ki chaal mein phas gaye main is jaal mein aye sakhiyon kaise, bolo, bolo haan mujhpe toh aye dilruba teri sakhiyan bhi fida yeh bolengi kya poocho, poocho ja re ja jhoothe tareefein kyun loote ja re ja jhoothe tareefein kyun loote tera mastana kya bole hai sun sun sun sun saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye dulhan kyun sharmaye saajanji ghar aaye na samjhe nadaan hai yeh mera ehsaan hai chaha joh isko keh do, keh do chede mujhko jaan ke badle mein ehsaan ke de diya dil isko keh do, keh do tu yeh na jaane dil toote bhi deewane tu yeh na jaane dil toote bhi deewane tera deewana kya bole hai sun sun sun sun saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye dulhan kyun sharmaye saajanji ghar aaye mehendi laake, gehane paake mehendi laake, gehane paake haai roke tu sabko rula ke savere chali jayegi tu bada yaad aayegi tu jayegi tu bada yaad aayegi tu bada yaad aayegi, yaad aayegi mehendi laake, gehane paake mehendi laake, gehane paake haai roke tu sabko rula ke savere chali jayegi tu bada yaad aayegi tu jayegi tu bada yaad aayegi tu bada yaad aayegi, yaad aayegi tere ghar aaya main aaya tujhko lene dil ke badle mein dil ka nazrana dene meri har dhadkan kya bole hai sun sun sun sun saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye dulhan kyun sharmaye saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye saajanji ghar aaye dulhan kyun sharmaye saajanji ghar aaye