chaahiye kisi saaye mein jagah chaaha bahut baar hai na kahin kabhi mera dil lagaa kaisa samajhdaar hai main na pohchun kyun wahaan pe jaana chaahun main jahaan main kahaan kho gaya aisa kya ho gaya o mehrama, kya mila yun juda hoke bata o mehrama, kya mila yun juda hoke bata na khabar apni rahi na khabar apni rahi na raha tera pata o mehrma, kya mila yun juda hoke bata jo shor ka hissa hooni woh aawaz hoon logon mein hoon par tanha hoon main haan tanha hoon main duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe bolo magar na baatein karun ye kya hoon main sab hai lekin main nahi hoon woh jo thoda tha kami woh hawa ho gaya kyu khafa ho gaya o mehrma, kya mila yun juda hoke bata o mehrama, kya mila yun juda hoke bata na khabar apni rahi na khabar apni rahi na raha tera pata o meherma, kya mila yun juda hoke bata