berange the din, berangin shaamein aayi hai tumse rangeeniyan pheeke the lamhe jeene mein saare aayi hai tumse namkeeniyan beirada raston ki ban gaye ho manzilein mushkilein hal hain tumhi se ya tumhi ho mushkilein tum kya mile, tum kya mile hum na rahe hum, tum kya mile jaise mere, dil mein khile faagun ke mausam, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile kore kaagazon ki hi tarah hai ishq bina jawaaniyan darz huyi hai shayari mein jinki hain prem kahaniyan hum zamane ki nigahon mein kabhi gumnaam the apne charche kar rahi hai ab shеhar ki mehfilein tum kya mile, tum kya milе hum na rahe hum, tum kya mile jaise mere, dil mein khile faagun ke mausam, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile hum the rojmarra ke ek tarha ke kitne sawalon mein uljhe unke jawabon ke jaise mile jharne thande pani ke ho rawani mein unche pahado se behke thehre talabon se jaise mile tum kya mile, tum kya mile hum na rahe hum, tum kya mile jaise mere dil mein khile faagun ke mausam, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile hum na rahe hum, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile tum kya mile, tum kya mile