soney do, khwaab bone do soney do, khwaab bone do jaagenge phir thaamenge koi wajah jeene ki sone do, khwaab bone do hmmm sone do, khwaab bone do parchhaayi ke peechhe peechhe bhaag raha hai mann chaand ko mutthi mein bharne ko karta roz jatan pyaase se iss panchhi ko koi nadi milne do naa sone do, khwaab bone do sone do, khwaab bone do itne saare chehre hain aur tanha sab ke sab tere shehar ka kaam hai chalna yun hi be-matlab cheharon ke iss mele mein apna koi milne do naa soney do, khwaab bone do soney do, khwaab bone do