is pal mein hi zindagi hai ab mukammal hua safar door tak nigaahon ko kuch bhi aata nahi nazar tere liye main mar jaaun to ho jaaun main adaa sholon mein bhi utar jaaun to ehsaas na ho zara toot ke main bikhar jaaun ho jaaun tujhmein fanaa haadson se guzar jaaun to phir jaaunga main sambhal yehi to hai meri seher teri kasmein maine khaayi yeh hai meri dastaan tujhko hi zameen banayi aur tujhi ko aasmaan meri qismat mein likha hai fikar teri meri wafa main khud hi nahi hoon khud mein mujhmein tu hai is kadar haan yehi to hai meri seher