Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye Tera milna hai us Rab ka ishara maano Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye Tera milna hai us Rab ka ishara maano Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kuchh to hai tujhse raabta Kuchh to hai tujhse raabta Kaise hum jaanein humein kya pata Kuchh to hai tujhse raabta Tu humsafar hai, phir kya fikar hai Jeene ki wajah hi yahi marna isi ke liye Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye Meharbani jaate jaate mujhpe kar gaya Ghuzarta sa lamha ek daman bhar gaya Tere nazara mila, roshan sitara mila Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila Sadiyon se tarse hain jaisi zindagi ke liye Teri sohbat mein duayein hain usi ke liye Tere milna hai us rab ka ishara maano Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye Kuchh to hai tujhse raabta Kuchh to hai tujhse raabta Kaise hum jaanein humein kya pata Kuchh to hai tujhse raabta Tu humsafar hai, phir kya fikar hai Jeene ki wajah hi yahi marna isi ke liye Kehte hain khuda ne is jahan mein sabhi ke liye Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye