khwabon mein bhi yeh socha nahi tha ki dhoop bhi milegi chaaon mein kabhi raaston mein socha nahi tha ki kaante bhi chubhenge paaon mein kahaan le aayi khwahishein hai dard ki ye jo baarishein hai ghalti dil ki yaa phir hai waqt ki ye saazishein kahaan le aayi khwahishein hai dard ki ye jo baarishein hai ghalti dil ki yaa phir hai waqt ki ye saazishein wo jo samander tha ret ka manzar tha dhoka sa tha jo bhi aankhon ke ander tha wo jo samander tha ret ka manzar tha dhoka sa tha jo bhi aankhon ke ander tha kahaan le aayi khwahishein hai dard ki ye jo baarishein hai ghalti dil ki yaa phir hai waqt ki ye saazishein kahaan le aayi khwahishein hai dard ki ye jo baarishein hai ghalti dil ki yaa phir hai waqt ki ye saazishein kuch peeche chhoota hai kuch hai jo toota hai lagta khuda bhi aaj hum se rootha hai kuch peeche chhoota hai kuch hai jo toota hai lagta khuda bhi aaj hum se rootha hai kahaan le aayi khwaishein hai dard ki ye jo baarishein hai ghalti dil ki yaa phir hai waqt ki ye saazishein kahaan le aayi khwaishein hai dard ki ye jo baarishein hai ghalti dil ki yaa phir hai waqt ki ye saazishein ooh wo na na yeah wo kahaan le aayi khwaishein hai dard ki ye jo baarishein hai wo ye khwaishein wo