beete lamhon ko phir se jeene ke liye juda hona zaroori hai samjha kar raat jitni bhi dilchasp ho saiyan subah hona zaroori hai samjha kar khuda hafiz ho mere yaara mile ya na mile dobara rahunga main sada tera khuda haafiz ho mere yaara safar bedard besahara muhafiz ho khuda tera daastaan teri meri kitni azeeb hai paas tu nahi fir bhi sabse kareeb hai khuda hafiz ho mere yaara jo pal tere bin guzara hai usme bhi nishaan tera mite na mitaye ab yaar meri aankhon se ye nami har din har lamha yun gunjegi diwron se teri kami jab milenge dobara hum kisi chauraahe pe phir kabhi main pehchaan lunga tumko hai laazmi khuda haafiz ho mere yaara safar bedard besahara adhoori reh gayi duya doob kar sooraj ne mujhko tanha kar diya mera saaya bhi bichhda mere dost ki tarah doob kar suraj ne mujhko tanha kar diya mera saaya bhi bichhda mere dost ki tarah khuda hafiz ho mere yaara mile ya na mile dobara rahunga main sada tera daastaan teri meri kitni azeeb hai paas tu nahi, phir bhi sabse kareeb hai khuda hafiz ho mere yaara jo pal tere bin guzara hai usme bhi nishaan tera