rangeen roohon ke do dhaage dekho saaye bun rahe hain saare lamhe dilkashi ke hum dono ko chun rahe hain deewane ki tu banja na ab deewani hone de zara deewangi deewane ki tu banja na ab deewani hone de zara deewangi chal na chalte chalte pahunche ishq pe aaja dono milke aaye ishq se chal na chalte chalte pahunche ishq pe aaja dono milke aaye ishq se rangeen roohon ke do dhaage dekho saaye bun rahe hain maanga tha jaane kabse paaya tujho ab jaake ab jaake jeene hum lage iss dil ko dekho aake pagal hai tujhko paake jaan bhi de de toh kam hai deewane ki tu banja na ab deewani hone de zara deewangi chal na chalte chalte pahunche ishq pe aaja dono milke aaye ishq se chal na chalte chalte pahunche ishq pe aaja dono milke aaye ishq se rangeen roohon ke do dhaage dekho saaye bun rahe hain aaye yahan jab jab hum humdum tum hi ho hardam itna khuda se maang le itni nazdeeki chahun kahin phir nazar na aaun tujhme kuch aise tham le deewane ki tu banja na ab deewani hone de zara deewangi chal na chalte chalte pahunche ishq pe aaja dono milke aaye ishq se chal na chalte chalte pahunche ishq pe aaja dono milke aaye ishq se rangeen roohon ke do dhaage dekho saaye bun rahe hain