alvida, alvida to nahi alvida, alvida to nahi jism se jaan juda to nahi alvida, alvida toh nahi jism se jaan juda toh nahi rooh mein beh raha hai tu rooh mein beh raha hai tu aye, kahin tu khuda toh nahin alvida, alvida toh nahin koi roshni si hai ya koi khushboo hai mere tan-badan mein hai kaun main ya tu hai jaaniya ve ek chhota sa mera zindagi se gila hai aisa mukhtasar kyun dil ka silsila hai sach bata sab khala toh nahi jism se jaan juda toh nahi jaaniya ve jaaniya ve jaaniya ve jaaniya ve jaaniyaa jaaniya ve jaaniyaa chal ek baar chal ek baar uss paar chal ke dekhein woh jo door door hai noor mal ke dekhein janiya ve chal barf ke jab uss taraf niklenge sab chhod chhaad taaron ki aad mil lenge yoon kabhi koi jiya toh nahi jism se jaan juda toh nahi rooh mein beh raha hai tu rooh mein beh raha hai tu aye, kahin tu khuda toh nahin